Monday 27 March 2017

Picsart me custom font kese add kare

agar ap picsart me custom font add karna chate hoto
aaj me apko uski do methad sikhavu ga
1. uc browser open kare us me dafont.com webside open kare vahase ap ko jo phont pasand ho vo download kar ke uc browser se bahar nikal jaye
phir x plore open kare vaha pe internal storage me uc browser ke folder me font ki .zip file hogi
us .zip file ko open kar ke .ttf name ki file ko picsart ke font folder me dal ke x plore se bahar nikal jaye
phir picsart open kar ke font pe click kare or vaha pe my fotn ka optain select kar de
us ke aundar sabhi font jo hamne dalehe vo vaha mil jaye gi
ye thi pehli mathad. ab dusri mathad
2. playstore open kar ke search enjin me search kare flipfont vaha se ap ko jo font download karna ho vo kar le x plore me jaye vaha pe apps manager me se apps select lar ke open apk for zip pe click kar ke assets me jake font ka folder select kar ke us me se .ttf name ki file select kar dijeye or use picsart ke font folder me dal dijiye
phir picsart open kar ke font me jaye vaha pe my font ke option me jaye vaha pe sare phont mil jaye ge
Or agar ap is ki video dekh na chatr hoto is Link pe click kijiya
to dosto ye thi picsart me custom font add karne ki process
agar ap ko mera ye blog pasand aaya hoto share karna
Or
Meri youtube channel ko subscribe kare
Youtube.com/c/Narendragohel

3 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Ghani bakchodi h sale भासरपंथी पेल rhe ho
    Teri bahan kisi gand chod longa

    ReplyDelete

Stuck in traffic jam photo manipulation

Tital : stuck in traffic jam photo manipulation Intreduce my self : I am narendra gohel i passionate about professionals photo a...